Kuch yadain humari
Kuch yadain humari yaad rakhnaKuch batain humari yaad rakhna
Umar bhar sath hum rahen ya na rahen
Hum sath rahe thay kabhi
"BAS WO PAL"
"Yaad rakhna"
Ye pyar ka bandhan
Ye pyar ka bandhan b kitna ajeeb hota he.dost
Mil jaye to baten khatam nahi hotien or agar bichar jaye
To yaden khatam nahi hoti.
Kisi"ki"chahat"
Kisi"ki"chahat""ko"saza"mat"
"dena
Kisi"ki "mohabbat "ko"daga"mat"
"dena
Jise"tumhare"bina"jeene"ki
aadat"na"ho "Use"lambi"umr
"ki"dua"mat "dena"
KBI JEET GAYE
-KBI HAAR GAYE-
Kbi apne kbi ghair hum ko maar gayE
Kal jo khushiyon mein shareek thay
Aaj chorr wo yaar gayE
Na mili mohabbat humein kisi se
Dhonty har gali bazar gaye
Qurban jaon un ki ulfat py
Jo mohabbat k gulshan nikhar gayE
Humein mili akhir berukhi bewafai
Sb qasmein sb waday bekar gay
Ay .Jiger. manzil mubarik ho tumein
TUM JEET GAYE -HUM HAAR GAYE....
Mutmaen Hum Bhi Zindagi se
Mutmaen Hum Bhi Zindagi se Nahi
Jee Rahe hain Magar Khushi se Nahi
Dukh B Diya Har Shakhs Ne Hum Ko
Or Naraz bhi Hum Kisi Se Nahi...
Kuch yadain humari
Kuch yadain humari yaad rakhna
Kuch batain humari yaad rakhna
Umar bhar sath hum rahen ya na rahen
Hum sath rahe thay kabhi
"BAS WO PAL" "Yaad rakhna"
Meri Har Nazar Teri Muntazir
Meri Har Nazar Teri Muntazir Teri Har Nazar Kisi Aur Ki
Meri Zindagi Teri Bandagi Teri Zindagi Kisi Aur Ki
Kabhi Waqat Jo Mille Tujhe Zara Aake Dekh Mere Hal Ko
Meri Har Ghadi Tere Liya Teri Har Ghadi Kisi Aur Ki
Mujhe Sirf Teri Talab Thi Par Jane Mujhe Tu Kyun Na Milla
Tu Usse Milla Mere Sanam Jise Thi Talab Kisi Aur Ki
Tumhari Yaad Aati Hay
Tumhari Yaad Aati Hay
Andheri Raat Ko Jab Aasmaan Per
Tajaliyaan Hurf -e- Mohabbat Naqsh Karti Hain
Kese Nakaam Saaat Jab
Hamara DIL Shikasta Hoslay Ka Nouha Gaata Hay
Naii Hijrat Hamari Zindagi Ki
Taaza Majboriyon Kay Aangan Main
Siya Kheema Lagati Hay
Tumhari Yaad Aati Hay
Meri Har Nazar Teri Muntazir
Meri Har Nazar Teri Muntazir Teri Har Nazar Kisi Aur Ki
Meri Zindagi Teri Bandagi Teri Zindagi Kisi Aur Ki
Kabhi Waqat Jo Mille Tujhe Zara Aake Dekh Mere Hal Ko
Meri Har Ghadi Tere Liya Teri Har Ghadi Kisi Aur Ki
Mujhe Sirf Teri Talab Thi Par Jane Mujhe Tu Kyun Na Milla
Uski maasoom nigahein
Uski maasoom nigahein jaise meri nazron se mili
Uske hothon pe khamosh si harkat thi
AAB-E-DEEDAH se meri bebasi yun byaan hui
Zamaane ke shor mein yun aakhri mulaqaat anjaam hui.
eri Har Nazar Teri Muntazir Teri Har Nazar Kisi Aur Ki
ReplyDeleteMeri Zindagi Teri Bandagi Teri Zindagi Kisi Aur Ki
Kabhi Waqat Jo Mille Tujhe Zara Aake Dekh Mere Hal Ko
Meri Har Ghadi Tere Liya Teri Har Ghadi Kisi Aur Ki
Mujhe Sirf Teri Talab Thi Par Jane Mujhe Tu Kyun Na Milla